Palia Kalan Weather

paliakalan.in

Thursday 25 October 2018

How To Redeem Reliance Digital 399, 149 Jio Coupon Diwali Offer

Redeem Reliance Digital 399 Jio Coupon Diwali Offer

New Delhi: Friends Reliance jio ne launch kiya hai apne users ke liye diwali offer jiseme jio telecom operator ke owner Mukesh Ambani ne apne jio customer ko poore 100% cashback de rahe hai.
Redeem Reliance Digital 399 Jio Coupon Diwali Offer

Reliance Digital 399 Jio Coupon Kaise Redeem Kare

To friends sabse pahle jaan lete hai ki jio ke diwali offer 100% cashback wale reliance digital 399 wale coupon ko redeem kahan karna hai. To reliance digital 399 coupon ko redeem karne ke liye hame reliance digital ki official website me apna account create karna padega jo ki aap logon ke liye bahut aasan hai.




Account create karne ke baad redeem karne ka usme koi option nahi hai ya usme koi wallet nahi hai is reliance digital website me coupon code redeem karne ke liye aapko kisi cheej ki khareed dari karni hogi.



Reliance digital 399 coupon code ko redeem karne ke liye aapko reliance digital site me koi item kharidne ke liye use select karna hoga. Select karne ke baad use apne cart me dalkar buy karne ke liye buy karna hoga.

Phir payment karne se pahle aapko usme coupon redeem karne ka option mil jayega. Wahan aap apne 399 reliance digital coupon ko redeem kar sakte hain.



Agar aapka jio 100% cashback wale offer me 399 reliance digital coupon code invalid show ho raha hai to aap jio customer care se baat karke apne samasya ka samadhan kar sakte hain.

Same isee tarah agar aapko jio coupon 149 reliance digital coupon mila hai. To aapko usko bhi is tarah se redeem kar sakte hain.



To friends agar aapko ye jankari achhi lagi ho to aap comment box me type karke zaroor bataye.

Thanks.

Tuesday 23 October 2018

Indian Army Rally Documents List In Hindi, Army Bharti Rally Me Documents Ki Full Jankari

Army Bharti Rally Me Documents Ki Full Jankari


Hamare desh India me bahut sare noujwan army join karne ke liye hamesa taiyyari karte rahte hai. kadi mehnat karne ke baad kayi sare bhartiy jawan sipahi banne ke liye kayi jagah apna form online jaise BSF, CISF, CRPF, SSB, ITBP, AR, NIA, SSF etc. me karte hai. Inme se bhartiya army ka bhi naam hai jisko Army Bharti Rally ke naam se bhi jana jata hai.

कृपया ध्यान दें :- इस साइट पर सभी जानकारियां हिंदी में दी गयी हैं अतः कृपया ध्यान से पढ़ें।

army bharti rally document details
Join Indian Army

Army Bharti Rally Me Documents Ki Jankari

To namskar doston aaj is blog post men aapko indian army documents hindi me jankari doonga. Sabse pahle agar aapne joinindianarmy.nic.in par apna registration kiya hua hai to usme jo bhi documents aapne usme lagaye hai wo aap sambhal kar rakh le.

Bharti Rally Affidavit ke bare me

Uske baad apna form apply kiya hai ya karne wale hai usme ek affidavit naam se option hai us par click karke use download kar le. (army bharti document hindi).

Download karne ke baad use print karwa le ya kar le. Print kar lene ke baad use apne nazdeeki tehsil me ya kisi advocate se 10 rupye wala stamp paper lekar uspe type karwa kar notary karwa ke apna affidavit fit kar le. Baki army bharti document hindi jankari is post me achhe se bataye gayen hai.

Baki ke army bharti document list 2018 me neeche de raha hoon. Aap use dekhkar apne documents complete kar le.

Advice to the candidates

Documentation Procedure, competitors are encouraged to acquire the accompanying archives unique upon the arrival of rally according to program. The reports ought to be overlaid, masterminded legitimately in a grouping and contained in a document cover alongside one arrangement of Photostat duplicate of each properly verified by a Gazetted Officer with his name and seal. Hopefuls are encouraged to check their authentication and Marks Sheet for confound of name, Date of Birth, Parents name, School and different particulars in different declarations.

उम्मीदवारों को सलाह

सहबद्धता प्रक्रिया, उम्मीदवारों को सलाह दी जाती है कि कार्यक्रम के अनुसार रैली के दिन निम्नलिखित दस्तावेज मूल रूप से लाएं। दस्तावेजों को टुकड़े टुकड़े किया जाना चाहिए, अनुक्रम में व्यवस्थित ढंग से व्यवस्थित किया जाना चाहिए और एक फ़ाइल कवर में निहित प्रत्येक के फोटोस्टेट प्रतिलिपि के एक सेट के साथ उसके नाम और मुहर के साथ राजपत्रित अधिकारी द्वारा प्रमाणित किया जाना चाहिए। अभ्यर्थियों को सलाह दी जाती है कि वे अपने प्रमाण पत्र और मार्क शीट को नाम, जन्म तिथि, माता-पिता का नाम, स्कूल और विभिन्न प्रमाणपत्रों में अन्य विवरणों के मिलान के लिए जांचें।

Indian Army Rally Documents List In Hindi

Documents required for indian army gd

1.Army Admit Card
Kam Se Kam 2 Copy.
2.Adhar Card
Original And 2 Se 3 Copy.
3.Caste Certificate
2 Copy And Uska Veryfication.
4.Awsiya/ Niwas Praman Patra
2 Copy And Uska Veryfication.
5.Affidavit
Original And Copy.
6.High Schoola And Intermediate Mark Sheet Aur Jo Aapne Online Ke Wakt Lagayi Thi.
Original And Copies.
7.Character Cirtificate
Original And Copy

 8. Passport Size Photo

Passport size photo kam se kam aap 25 photo banwa le jisme background sky blue, white hona chahiye ya aap dono prakar ki banwa sakte hai. Aur photo decent look (सभ्य) honi chahiye.

Note :- इन सारे डाक्यूमेंट्स के साथ आप अपने एडिशनल सर्टिफिकेट्स हो तो ले जाये और आपने जो भी 
इंडियन आर्मी फॉर्म ऑनलाइन करते समय जो भी डिटेल्स दी हैं वो सभी सही होनी चाहिए व उनके सर्टिफिकेट्स होने चाहिए।

Comment kare zaroor batayiye ki ye post aapko kaisee lagi.

Sunday 21 October 2018

Dudhwa National Park Safari Booking Kaise Kare Online, Offline Full Details In Hindi

Dudhwa National Park Safari Booking

dudhwa national park safari booking kaise karni hai

Hello friends and visitors, Is blog main aapko bataounga ki dudhwa national park safari booking kaise karni hai. Safari booking dudhwa national park me 2 prakar ki hoti hain.
  1. Online Booking.
  2. Offline Booking.
dudhwa safari booking
Dudhwa Safari

1.Online booking

To Hi friends and visitors, Kayi saare yatri dudhwa national park tahalne ke liye google par search karte jaise how to book online dudhwa national parkdudhwa national park safari bookingdudhwa national park safari costdudhwa tiger reserve online booking, online safari booking, dudhwa online booking.etc. agar aap unmen se ek hain to ye blog aapke liye hai. To friends is post me main aapko bataunga ki dudhwa national park ki online booking kaise kare.


Is blog post men main aapko bataunga ki dudhwa national park ya aur place jo up ecotourism ke antargat aaten hain unko online kaise book karte hain.

kuchh log dudhwa national park online ticket ke bare men sonchte hain lekin aisa kuchh nahin hai.



Sabse pahle aap ko up eco tourism ki official website www.upecotourism.in par jana hoga. Aur wahan se aap jis date men jis park jana chahte hain us date men check kare ki wahan cottage ya room khalee hain ya nahin.

Agar room khali hain to wo place select karke aap kitne person hain aapko cottage kitne chahiye,child kitne hain,nationality kya hai ye aap fill up karke search your trip par click karna hoga. Uske baad agar cottage khali honge to usmen aapko amount pata chal jayega. Is ke baad agar aap  dudhwa jungle safari par jana chahte hain to wahan se aap jungle safari ke liye yes button par click karna hoga.

Aap apne family ke hisaab se vehicle book kar lijiye. yes par click karte hi aapko dudhwa national park ki timing pata chal jayegi.aap usme morning men ya evening men select karke jis date men aapko jungle safari karni ho wo date dalkar aap apne family ke hisaab se vehicle book kar lijiye. phir aapko calculate safari trip cost par click karna hoga aur aapka total amount usi men add ho jayega. ye sab karne ke baad aapko continue par click karna hoga uske baad aap apne safari details achhi tarah se check karke book now par click karna hoga.

Phir aapko apne details us form men submit karni hongi. Iske baad aapko wo amount pay karna hoga. han dudhwa national park booking charges sab aapko usi website par pata lag jayegi. Aur dhayan rahe ki us Transection ka printout nikal lena aur saath men us booking ka bhi printout nikal lena . ye sab karne ke baad aap dudhwa national park ya anya up ecotourism ke park men jayiye aur wo printout dikhake aap injoy kariye.

kuchh log dudhwa national park booking office in lucknow jaise search karte hain. bta dun ki sabhi ki dudhwa online booking aise hi hoti hai.

Apki help ke liye neeche ek Video de raha hun dudhwa national park booking online ki details di gayi hai.

2.Offline booking

dudhwa national park safari ki offline booking kaise karnee haidudhwa me booking kaise karen
Hello friends and visitors, dudhwa national park kee offline booking ke liye sabse pahle aapko dudhwa national park jana hoga. Phir wahan aapko apna registration karwana hoga. 

Registration aapka reception office men hoga. Phir aapko offline booking ke liye gypsy book karnee hogi. uske baad aapko ek guide lena hoga. Phir aap offline jungle safari ka aanand prapt kar sakte hain.

Dudhwa National Park Ki Online Booking kaise karen. Iski video...


Blog padhne ke liye thanks and aapko ye post kaisa laga comment box me zaroor bataye. Hamse agar aap koi jankari lena chahte hai to comment me likh sakte hai. Ya phir aap mujhse contact kar sakte hai.
Thanks.

Friday 19 October 2018

How To Reach Palia Kalan In Hindi

How To Reach Palia Kalan


Agar aap Palia Kalan tak pahunchana chaahate hain www.paliakalan.in aapako palia kalan ke liye sabse achha maarg khojane mein madad karega. sabase chhota raasta apana samay bachaye aur palia kalan tak pahunchane ka sabase sasta tareeka aapake paise ko bachayega, ham donon ke liye madad karte hain. anya place se palia kalan tak dooree kee soochee uplabdh bas, train ya plan ke dvaara paliya kalan ke liye apana sabase chhota raasta chunen aur samay aur paisa donon bachyen.
Yahan ana bahut aasan hai Palia Kalan me transport facility bahut achhi hai.


Reach Palia Kalan by Bus

Palia mein ek bade bus stand aur kayi raste jude huye hain. Palia se Lakhimpur, shahjahnpur, pilibhit aur nighasan ke beech chalane wali bus mein kayi baar chal rahee hai.

Neeche kuchh town, place jo palia ke kareeb hain. Palia ki doori de raha hoon.

  • Lakhimpur se Palia kalan 101 km ki doori hai.
  • Dudhwa National Park 11 km ki doori hai Palia se.
  • Bhira se Palia Kalan 15 km ki doori hai.
  • Sitapur se palia 135 km ki doori hai.
  • Mailani se palia 57 km ki doori hai.

Palia se nazdeeki airport.

  • Palia Airport doori 5 km.
  • PantNagar doori 75 km.
  • Dehradoon doori 272 km.
  • Amausi doori 300 km.

Palia Kalan se Train ka Safar

Mailani se hote huye Train Bhira, Palia kalan, Dudhwa National Park, Tikuniya, Gonda, Hote huye Bahraich tak chalti hai.
Palia se Lakhimpur, Gola, Sitapur, Lucknow, Train ab nahi jaa rahi hai aur na hi aa rahi hain. Baki ka safar ab aapko bus se tay karna hoga.

To friends, Thanks for visit my blog. Aapko ye jankari kaisee lagi iske bare men hamen comment box me comment karke jaroor batayen.
Agar aapko hamse kuchh Jankari leni hai to bhi comment kar sakte hai.
Thank You.

Sunday 7 October 2018

Dudhwa National Park Ki History Aur Jankari

History of Dudhwa National Park

Dudhava national park ka itihas,

Dudhwa animals


Dudhwa tiger reserve teraee iko sistam ka ek vishisht pratinidhi hai. teraee aark paridrshy ka bhaarteey hissa, pashchim mein yamuna nadee se poorv mein bihaar, vaalmeeki tiger reserve tak phaila hua hai, shivaalik aur ganga maidaanee ilaakon mein paanch raajyon mein phailata hai.


Is anokhe paridrshy mein do alag-alag kshetron arthaat (i) bhaabar, mote ilaake aur mote ilaake aur pattharon ke saath pahaadee ilaake kee visheshata hai, aur saal mishrit aur vividh vanaspati samudaayon aur (ii) taraee, jo theek mishrit aur mittee ke samrddh mittee samrddh daladal dvaara visheshata hai lamba ghaas ka maidaan aur saal jangal ka.

Tarai vishesh roop se, apane dusre bade stanapaayee sanyojan ke lie vishv star par mahatvapoorn 200 eeko-kshetron mein soocheebaddh hai. maleriya kee vijay ke parinaamasvaroop dashakon mein, svatantrata ke baad ke yug mein kaee bastiyon kee sthaapana aur maanav aabaadee mein parinaamee vrddhi huee, yah paridrshy behad khandit aur apamaanit ho gaya hai.

Isame prajaatiyon ke sthaaneey vilupt hone kee vajah se ek-seeng vaale rainoseros (rainosiros yoonikornis) aur uttaree daladal hiran (sarvas duvauselee duvauselee), haalaanki unakee aabaadee ke punarutthaan ke upaay haal hee mein shuroo ho gae hain.


Is paridrshy mein dudhwa tiger reserve mein teen sanrakshit kshetron arthaat dudhava raashtreey udyaan, kishanapur vanyajeev abhayaarany aur kataaranighaat vanyajeev abhayaarany shaamil hain, jo taraee ke praathamik sanrakshit kshetr parisar ke roop mein khade hain, jinamen se ek ghatak raashtreey udyaan kee sthiti rakhate hain.

Dudhwa national park ooparee ganga maidaanee ilaakon (7 e) jeevavigyaan praant ke tera-bhaabar jeevavigyaan upavibhaag ka ekamaatr raashtreey udyaan aur taigar rijarv pratinidhi hai. kshetr kee vanaspati uttar bhaarateey namee parnapaatee prakaar ka hai. isamen desh ke behatareen sail van hain. vartamaan dastaavej vibhinn prakaar ke paudhon aur paudhon ke samudaayon kee upasthiti ko ingit karata hai. inamen se kaee sanrakshan mahatv ke hain.

dudhwa tiger reserve desh mein ekamaatr jagah hai jo uttaree daladal hiran (sarvas duvauselee duvauselee) kee naamaankit up-prajaatiyon kee sambhaavit vyavahaary aabaadee rakhatee hai. desh mein pae gae hiran kee saat prajaatiyon mein se paanch rijarv mein hote hain. yah ek badee baagh aabaadee ka bhee ghar hai. kuchh gambheer roop se luptapraay prajaatiyaan jaise bangaal phlorikan (habaaropsis bengalensis) aur hisapid hare (kaiprolaigas hepidas) yahaan ek ghar dhoondhatee hain. dudhava vah sthaan bhee hai jahaan 1 9 84 mein gret indiyan van-hornad rainoseros ko saphalataapoorvak pun: pesh kiya gaya hai.

Stanadhaariyon kee terah prajaatiyaan, pakshiyon kee nau prajaatiyaan, aur yahaan pae gae sareesrp aur ubhayachar kee gyaarah prajaatiyaan luptapraay maanee jaatee hain aur inhen soocheebaddh kiya jaata hai vany jeevan (sanrakshan) adhiniyam, 1 9 27 kee anusoochee -1.

paark aur abhayaarany ka kshetr bhee is kshetr ke jal aur jalavaayu shaasan ke rakharakhaav mein mahatvapoorn bhoomika nibhaata hai, jo badale mein krshi aur any sambaddh gatividhiyon ke lie mahatvapoorn hai. yah kaee any kaaryon ko bhee karata hai, haalaanki pooree tarah se samajh mein nahin aate hain, phir bhee nirantar kalyaan aur maanavata ke astitv ke lie mahatvapoorn hain.

dudhwa national park palia mein bhaarat-nepaal seema aur jila lakhimpur kheri ke nighaasen tahaseel par sthit hai aur 28 digree 18en aur 28 digree 42en akshaansh aur 80 digree 28ee aur 80 digree 57ee akshaansh ke beech sthit hai . paark ka kul kshetraphal 4 9 0 9 .1 9 hekteyar hai. 12401.3 9 hekteyar ka sanrakshit van kshetr uttaree baphar ke roop mein kaary karata hai aur 6602.32 hekteyar kshetraphal dakshinee baphar ke roop mein kaary karata hai. dudhava raashtreey udyaan aur isake baphar ka gathan karane vaale kshetr uttaree kheree van vibhaag ka hissa the.

raajy sarakaar ne aktoobar 1 9 75 mein aadhikaarik raajapatr mein adhisoochana dvaara national park banaane ka apana iraada ghoshit kar diya. nipataare kee kaaryavaahee pooree karane par, paark ko antatah sarakaar ke maadhyam se adhisoochit kiya gaya. ke oopar. van vibhaag adhisoochana sankhya 69 9 1 / 14-3-1 / 74, 21.1.77 dinaankit aur 1 pharavaree 1 9 77 ko sthaapit huee.

kishanapur abhayaarany Lakhimpur district ke gola tehsil aur sahjahan pur jile ke pavan tehsil se ghira hua hai. yah akshaansh 28 digree 14 se 28 digree 30en akshaansh aur 80 digree 18 se 80 digree 30ee akshaansh ke beech hai aur 20341.00 hekteyar kshetraphal ko kavar karata hai. abhayaarany ka kshetr dakshin kheree van prabhaag ka hissa tha. yah 1.1.1 9 73 ko jeeoyoopee ke maadhyam se jaaree aadesh jaaree rakhane mein sthaapit kiya gaya tha.

dudhwa tiger and history


Adhisoochana san. 111 / 14-3-31 / 1 9 72 dinaank 7.10.1 9 72. kataaranighaat dablooeles jila bahareech ke naanapaara tahaseel mein sthit hai. bhaarat-nepaal seema dablooeles kee uttaree seema ka gathan karatee hai. poore kshetraphal, kul 4000 9.35 hekteyar 28006 en aur 28024 en akshaansh aur 81002 ee aur 80019 ee akshaansh ke beech sthit hai. sarakaar ke parinaamasvaroop. yoopee adhisoochana san. 31 maee, 1 9 76 kee 388 / 14-3-32 / 1 9 76, in vanon ko vanyajeev abhayaarany ke roop mein gathit kiya gaya tha. abhayaarany, saath mein 15002.75 hekteyar ke saath. rijarv vanon, jo baphar ke roop mein kaary karate hain, ek paaristhitik aur prashaasanik ikaee ka gathan karate hain.

To friends ye thi dudhwa national park history, dudhwa national park ka itihas, dudhwa national park ki jankari, history of  dudhwa national park, iske alava hamare is blog me aur bhi dudhwa national park ki jankariyan uplabdh hain aap unhe bhi read kar sakte hain.
Thanks.

Thursday 4 October 2018

Dudhwa National Park In Hindi | Dudhwa Naional Park Ki Poori Jankari Hindi Me

Dudhwa National Park

Dudhwa national park in hindi,
Hello friends and visitors is blog me maine dudhwa national park ke bare me hindi me jankari di hai. Ummeed hai aapko pasand ayega.

welcome to dudhwa national park
Dudhwa National Park Gate

Biography Of Dudhwa National Park


Dudhwa tiger reserve Uttar Pradesh mein ek sanrakshit kshetr hai jo mukhy roop se lakhimpur kheri aur baharaich jilon me phaila hua hai aur Dudhwa nationl parkkishanapur vanyajeevabhayaarany aur kataraniyaaghaat vanyajeev abhayaarany shaamil hai. isamen 1,284.3 kimee (4 9 5.9 varg meel) ka kshetr shaamil hai aur krshi dvaara prabhutv vaale maitriks ke beech teen bade van tukade shaamil hain.

Yah nepal ke saath uttar-poorvee seema saajha karata hai, jise mohan nadee dvaara kaaphee had tak paribhaashit kiya jaata hai. yah kshetr ek vishaal jaleey baadh ka maidaan hai jo kaee nadiyon aur dakshin-poorv disha mein bahane vaalee dhaaraon se ghira hua hai. yah oonchaee se 110 se 185 meetar (361 se 607 pheet) tak hai.

Dudhwa park nepal seema ke paas anokha svarg hai. uttar pradesh ke lakhimpur aur kheri jile ke ilaakon me rahane vaale dudhwa national parkbhaarat-nepal seema ke nikat sthit hai, jo kshetra ke do sabse avishvasaneey abhayaarany, kishanapur aur katarnighat vanyajeev abhayaaranyon ko ek saath laata hai taaki teraee ke saath utkrsht praakrtik jangalon aur hariyaalee ka pratinidhitv kiya ja sake.



Kshetra. kaaphee prabhaavashaalee roop se, paark kee uttaree seema ko bhaarat-nepaal seema ke saath bahane vaalee mohan nadee dvaara gathit kiya ja raha hai, jabaki dakshinee seema suhelee nadee dvaara banaee gaee hai. kishanapur abhayaarany uttar pradesh ke lakhimpur-kheri aur shaahajahaampur jilon mein sthit hai.

Mangal, ghaas ke maidaan aur ghane jangalon ke saath prakrti premiyon ko dekhakar 811 varg kimee ke vistaar mein phaila hua kshetr vaastav mein svaip hiran aur baagh prajaatiyon kee jabaradast maayane rakhata hai. paark ka kshetr mohan aur suhelee kee sahaayak nadiyon ke saath ek vishaal jalodh maidaan se bana hai, jo kaee rivyoolet, jheelon aur poolon se ghira hua hai.

Samraddh aur atyant upajaoo bhaarat-ganga ke maidaan jeevon kee van vividhata ke shaanadaar vikaas ka samarthan karate hain. paark mein any vanaspatiyon ke beech, duniya mein saal ped ke kuchh behatareen van hain; aur prakrti premiyon, vanyajeev utsaahee aur pakshee nireekshak ke lie ek aabhaasee anadekha svarg hai.

Dudhwa apne do mukhya kshetra ke saath aagantukon ko aakarshit karata hai jaise dudhwa national park aur kishanapur vanyajeev abhayaarany jo ek doosare se 15 kilomeetar krshi bhoomi ke kshetr se alag hote hain. jim korbet neshanal paark, kaajeeranga national park, baandhavagadh national park etc. jaise bhaarat ke any selibritee paarkon ke vipareet, is paark ka anaupachaarik maahaul jangalee jivon ke liye prakrti kee shaanti aur aaraam se adhik praakrtik tareeke se khojane ka aadarsh aavaas banaata hai.


old gate of dudhwa national park
Old Gate Of Dudhwa National Park

Hamaare baare mein - aam taur par log dudhwa tiger reserve ya dudhwa national park kee is site ko aadhikaarik website sochate hain. lekin, yah site nijee yaatra kampanee kee website par sach nahin hai, yah aise vyaktiyon se sambandhit hai jo online dudhwa safari booking, online dudhwa jeep safari booking, online dudhwa forest lodge booking , online dudhwa national park elephant, online dudhwa tour package, online dudhwa hotels booking, online dudhwa jeep booking,dudhwa national park online book kaise karen, dudhwa national park uttar pradesh India, dudhwa tiger reserve, dudhwa jungle safari online booking, dudhwa booking, dudhwa national park hotels,dudhwa online resorts,hotels booking,dudhwa national park forest rest house aur dudhwa online tour package booking. ham dadhava taigar rijarv aur uttar pradesh sarakaar dvaara nirdeshit niyamon aur viniyamon ka paalan karane ke lie baadhy hain. 

Dudhwa national park se sambandhit data aur jankariyan dudhwa tiger reserve kee official website par uplabdh hai.


Hindi me dudhwa national park ki jankari, dudhwa jungle safari kaise kare, dudhwa national park khulne ka samay, dudhwa national park ki online booking kaise kare, dudhwa national park ki offline booking kaise kare, in sabhi ke bare me aapko is website par bataya jayega.

Dudhwa national park ki jankari agar aap hindi me lena chahte hain to aap ko is blog ke home menu par click karen ya phir is link par click karen
👉www.paliakalan.in aur Dudhwa National Park Category par click karen maine aapki help ke liye Dudhwa National Park ki jankari hindi me diya hai.

Agar phir bhi aapko mujhse koi dudhwa national park ki jankari hindi me leni ho to contact kar sakte hain ya comment box men comment kar sakte hai, main aapka reply dene ki poori koshish karoonga.
Thanks.