Palia Kalan Weather

paliakalan.in

Friday 19 October 2018

How To Reach Palia Kalan In Hindi

How To Reach Palia Kalan


Agar aap Palia Kalan tak pahunchana chaahate hain www.paliakalan.in aapako palia kalan ke liye sabse achha maarg khojane mein madad karega. sabase chhota raasta apana samay bachaye aur palia kalan tak pahunchane ka sabase sasta tareeka aapake paise ko bachayega, ham donon ke liye madad karte hain. anya place se palia kalan tak dooree kee soochee uplabdh bas, train ya plan ke dvaara paliya kalan ke liye apana sabase chhota raasta chunen aur samay aur paisa donon bachyen.
Yahan ana bahut aasan hai Palia Kalan me transport facility bahut achhi hai.


Reach Palia Kalan by Bus

Palia mein ek bade bus stand aur kayi raste jude huye hain. Palia se Lakhimpur, shahjahnpur, pilibhit aur nighasan ke beech chalane wali bus mein kayi baar chal rahee hai.

Neeche kuchh town, place jo palia ke kareeb hain. Palia ki doori de raha hoon.

  • Lakhimpur se Palia kalan 101 km ki doori hai.
  • Dudhwa National Park 11 km ki doori hai Palia se.
  • Bhira se Palia Kalan 15 km ki doori hai.
  • Sitapur se palia 135 km ki doori hai.
  • Mailani se palia 57 km ki doori hai.

Palia se nazdeeki airport.

  • Palia Airport doori 5 km.
  • PantNagar doori 75 km.
  • Dehradoon doori 272 km.
  • Amausi doori 300 km.

Palia Kalan se Train ka Safar

Mailani se hote huye Train Bhira, Palia kalan, Dudhwa National Park, Tikuniya, Gonda, Hote huye Bahraich tak chalti hai.
Palia se Lakhimpur, Gola, Sitapur, Lucknow, Train ab nahi jaa rahi hai aur na hi aa rahi hain. Baki ka safar ab aapko bus se tay karna hoga.

To friends, Thanks for visit my blog. Aapko ye jankari kaisee lagi iske bare men hamen comment box me comment karke jaroor batayen.
Agar aapko hamse kuchh Jankari leni hai to bhi comment kar sakte hai.
Thank You.

No comments:

Post a Comment