Palia Kalan Weather

paliakalan.in

Wednesday 21 November 2018

Remove All Keypad Mobile Password In Hindi - Remove All Keypad Mobile Pin Code


Remove All Keypad Mobile Password In Hindi

Aadhunik sel phon par password-surakshit suraksha suvidhaye is baat par vichaar kar rahee hain ki aise chhote upakaranon ko khona ya galat karana kitana aasaan hai. Aakhiree cheej jo aap chaahate hain vah ek ajanabee hai jo aapake phon par sabhee sampark aur vyaktigat jaanakaaree tak pahunch rakhatee hai.

Lekin durbhaagyavash, yadi aap apana paasword bhool jaate hain to aapako apane device tak pahunchane mein badee kathinaee ho sakatee hai. Saubhaagy se, paasword ke bina bhee sel phon analok kiya ja sakata hai.
how to unlock keypad phone

Keypad Mobile Ka Password Kasie Remove Kare.
To friends aaj main aapko is blog post main bataounga ki ham keypad mobile ka password bina kisi software wale box ke aap sirf ek software ki madad se aap sabhi Mediatek (mtk) keypad phone ko reset kar use unlock kar sakte hain wo bhi sirf ek click karke.

Mtk Mobile Ko Flash Kaise kare.

Inme se main aapko bta doon ki ye method sirf mtk yani ki mediatek keypad phone jinke cpu ki jankari main aapko neeche jo is software me support karte hain.

Supported CPU List .

·        Mtk6253
·        Mtk6268
·        Mtk6251
·        Mtk625
·        Mtk6276
·        Mtk6276M
·        Mtk6921
·        Mtk6256
·        Mtk625
·        Mtk6280
·        Mtk6260
·        Mtk6261
·        Mtk6223
·        Mtk6223C
·        Mtk6225
·        Mtk6226
·        Mtk6226M
·        Mtk6227
·        Mtk6235
·        Mtk6236
·        Mtk6238
·        Mtk6239
How to remove password any mtk keypad mobiles

MTK mobiles ka password remove karne ke liye aapko ek software ki jaroorat hogi. Use flash tool ke name se bhi jana jata hai. Us falsh tool software ka link main aapko neeche de doonga aap wahan se download kar sakte hain.

Keypad mobile ka software kaise kare
Step 1. Sabse pahle aapko flash tool ko Open karna hoga.

Step 2. Flash tool ka look kuchh is tarah se hoga. Isme aap apne mtk mobiles ko flash (software) bhi dal sakte hain. Software dalne ke liye aapko us mobile ka firmware download karna hoga jo aapke paas ho. Firmware download karke aap use extract karke flash tool me Scatter/Config File wale option par click karke uske firmware ko select karna hoga.

Step 3. Select karne ke baad aapko download wale icon(option) par click karke apne phone ko pc me usb se connect karte hi download hona start ho jayega.
Flash/ Software download karne se pahle aapko mtk driver apne pc me install karna hoga.

China mtk keypad mobile ka password kaise hatayen

how to format keypad mobiles

Format karne ke liye aapko apne flash tool me dikhaye gaye screen ke jaise pahle format par click kare phir Reset To Factory Default par click kare Ok press kare.

Phir aap apne pc me apne mobile ko usb se connect kare. Connect karte hi aapka phone restore ho jayega aur phone par laga password turant remove ho jayega.

To friends ye thi ek chhoti si jankari apne keypad mobile password remove karne ki. Ummeed hai aapko pasand ayi hogi.




Agar ab bhi aapke man me sawal hai to aap comment karke jaroor poonch sakte hain main aapke comment ka reply jaroor karoonga.
Thanks.

No comments:

Post a Comment